Tu Saamne Aaye song lyrics in Hindi, Jubin Nautiyal, Yohani best 2022

Tu Saamne Aaye song lyrics are sung by Jubin Nautiyal, Yohani the song lyrics are written by Rocky khanna. This video song is featured by Mateen Vakil, Sakshi Joshi, Jubin Nautiyal, YohaniJubin Nautiyal, Yohani, The music of this song is given by Rocky khanna, Jubin Nautiyal. and the video is directed by Navjit Buttar. music label by T-Series.

Song: Tu Saamne Aaye
Singer: Jubin Nautiyal, Yohani
Lyrics: Rocky khanna
Music: Rocky khanna, Jubin Nautiyal

Tu Saamne Aaye song lyrics in hindi English Fronts

Jo Milke Bichhadte
Bichhadke Ke Woh Milte Kyun
Saansein Tham Jaayein
Jo Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhi Ko Kyun
Khushbu Si Kyun Aaye
Jo Tu Samne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yoon Tu Bata De
Aur Kyun Teri Rooh
Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Yeh Nainon Ke Naate
Milkar Bann Jaate Kyun
Junoon Jagaye
Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Jo Tu Saamne Aati Hai
Bas Jaati Hai
Kyun Meri Nazron Mein

Thoda Tadpati Hai
Aur Thoda Satati
Raaton Mein

Jo Tu Saamne Aati Hai
Behlati Behkati Adaon Se
Jo Tu Saamne Aati Hai
Rukk Jaati Hai Saansein

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yoon Tu Bata De
Aur Kyun Meri Rooh
Hai Rubaru Tujhse Tu Bata De

Muskan Yeh Teri
Aatish Bann Jaaye Kyun
Woh Aag Lagaye
Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Jo Milke Bichhadte
Bichhadke Ke Woh Milte Kyun
Saansein Tham Jaayein
Jo Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhi Kyun
Khushbu Si Kyun Aaye
Jo Tu Samne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yoon Tu Bata De
Aur Kyun Teri Rooh
Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Yeh Saath Humara
Kisi Ko Samjhaye Kyun
Dil Doob Hi Jaaye
Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye song lyrics in hindi

Tu Saamne Aaye song lyrics end now if any mistakes plz comment below.

Tu Saamne Aaye song lyrics in Hindi – Jubin Nautiyal, Yohani best 2022
Tu Saamne Aaye song lyrics in Hindi, Jubin Nautiyal, Yohani best 2022

Tu Saamne Aaye song lyrics in Hindi – Jubin Nautiyal, Yohani best 2022

Thelyricsinhindi.com FAQs Tu Saamne Aaye song

Q. 1 Who wrote the Tu Saamne Aaye song lyrics?
Ans:- Rocky khanna

Q. 2 Who is the singer of the song Tu Saamne Aaye?
Ans:- Jubin Nautiyal, Yohani

Q. 3 Who is the director of the songTu Saamne Aaye?
Ans:- Navjit Buttar

Q. 4 Which actors/actresses are in the song Tu Saamne Aaye?
Ans:- Mateen Vakil, Sakshi Joshi, Jubin Nautiyal, YohaniJubin Nautiyal, Yohani

Q. 5 Who gave the music for the Tu Saamne Aaye song?
Ans:- Rocky khanna, Jubin Nautiyal